Tumhe pakar hi toh pyar ko samjha hai manine
tumse hi toh pyar ko jana hai maine
har rishta jod liya jabse tumse
seekh liya pyar karna phire maine sabse
na koi apna hai na koi paray
har kisi me maine hai sai ko paya
jab jab mere kadam dagmagaye
sai tum dode dode chale aaye
maan kar bachcha tumne hamesha maaf kiya hai
apno se bhi badkar apnapan diya hai
milgayi har khushi tere dar pe aakar
ab kya karenge hum kahi aur jakar
kabhi sai charno se hum door ho na'
tere charno me apna jeeven biyate
har pal har waqt sai sai gaaye
hona na juda kabhi sai humse
bas yahi hai dua ab meri tumse
om sai ram
tumse hi toh pyar ko jana hai maine
har rishta jod liya jabse tumse
seekh liya pyar karna phire maine sabse
na koi apna hai na koi paray
har kisi me maine hai sai ko paya
jab jab mere kadam dagmagaye
sai tum dode dode chale aaye
maan kar bachcha tumne hamesha maaf kiya hai
apno se bhi badkar apnapan diya hai
milgayi har khushi tere dar pe aakar
ab kya karenge hum kahi aur jakar
kabhi sai charno se hum door ho na'
tere charno me apna jeeven biyate
har pal har waqt sai sai gaaye
hona na juda kabhi sai humse
bas yahi hai dua ab meri tumse
om sai ram
No comments:
Post a Comment